Fard kya hoti hai? Fard zameen ke sarkari record ki naqal hai — is mein likha hota hai zameen kis ke naam hai, kitni hai, aur us ke khewat/khasra number kya hain. Bank loan ho, registry ho ya court case — har kaam mein fard mangi jati hai. Fard ki 2 mashhoor iqsaam hain: Fard Malkiat aur Fard Jamabandi. In ka farq kal batayenge!
#FardOnline #LandRecord #PLRA #Khasra #Enfokistan
📚 Mazeed Parhein:
- Civil Court Mein Malkiat Ka Dawa: Kagaz Kaise Tayyar Karein
- Revenue Court Ya Civil Court? Zameen Ka Case Kahan File Karein
- Intiqal ke Ghalat Indiraj Ka Case Kahan File Hoga?
- Land Revenue Quiz #102: Beti Ka Hissa Kitna?
🔗 Enfokistan — har jagah follow karein:
▶️ YouTube: https://www.youtube.com/@EnfokistanPK
💬 WhatsApp Channel: https://whatsapp.com/channel/0029Vabi9wYAO7RBCrtXEh40
📌 Pinterest: https://www.pinterest.com/enfokistan
🌐 Website: https://enfokistan.com
